मंगलवार, 26 नवंबर 2013

ye zindagi ke mele..


06-05-2011 को अपलोड किया गया
Song : Ye Zindagi ke mele.. duniyaan main kam na honge afsos ham na honge
Movie : Mela (1948) 9
Singers : Mohammad Rafi
Lyricist : Shakeel Badayuni
Cast : Nargis, Dilip Kumar, Jeevan
Music Directors : Naushad Ali
Director: S.U. Sunny
Production Co:Wadia Films Pvt. Ltd.

This song is pictured on Dilip Kumar where he is searching his love Nargis.
Lyrics :-

ye zindagi ke mele
ye zindagi ke mele
duniya mein kam na honge
afsos hum na honge
ye zindagi ke mele
ye zindagi ke mele

ik din padega jaana
kya waqt kya zamaana
ik din padega jaana
kya waqt kya zamaana

koi na saath dega
sab kuchh yahin rahega
koi na saath dega
sab kuchh yahin rahega

jaayenge hum akele
jaayenge hum akele
ye zindagi ke mele
duniya mein kam na honge
afsos hum na honge
ye zindagi ke mele
ye zindagi ke mele
ye zindagi ke mele
ye zindagi ke mele

duniyaa hai mauj e dariya
katre ki zindagi kya
duniyaa hai mauj e dariya
katre ki zindagi kya

paani mein mil ke paani
anjaam ye kya paani
paani mein mil ke paani
anjaam ye kya paani

dum bhar ko saans le le
dum bhar ko saans le le
ye zindagi ke mele
duniya mein kam na honge
afsos hum na honge
ye zindagi ke mele
ye zindagi ke mele
ye zindagi ke mele
ye zindagi ke mele

hongi yahi bahaaren
ulfat ki yaadgaaren
hongi yahi bahaaren
ulfat ki yaadgaaren

bigdegi aur banegi
duniya yahi rahegi
bigdegi aur banegi
duniya yahi rahegi

honge yahi jhamele
honge yahi jhamele
ye zindagi ke mele
duniya mein kam na honge
afsos hum na honge
ye zindagi ke mele
ye zindagi ke mele
ye zindagi ke mele
ye zindagi ke mele

Storyline :-
A convicted murderer is released from prison. His only possession is a broken figurine - the last token of his love. The tragic story of how he came to be incarcerated and the significance of the figurine is the subject of this tale of star-crossed lovers whose destiny is molded by society's rigid rules and the villainy of a scoundrel. Written by van Goethem

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें